rediff ILAND
Welcome Guest, | Create your own iLand| Sign In  | New User? Get Started
Home
iLand
Blogs
Friends/Contributors
Guestbook  
 
hasu
Categories
Blogs
Religion
Love
Fantasy
Music
Books
Cricket
Philosophy
Movies
Personal
Mobile
What is an RSS feed?
RSS Feed 
hasusatasiya.rediffiland.com/ 
Recent Posts
 14:25 | 23/Jul/2008 | 1 Comment(s)
Voh Humse khafa hain, Hum Unse Khafa Hain

Voh Humse khafa hain, Hum Unse Khafa Hain
Magar Baat karne ko Ji Chahta hai



Bari Dil Nashin Hain Ye Unki Adayen
Adaon pe Marne Ko Ji Chahta Hai



Voh Humse Khafa Hain, Hum Unse Khafa Hain
Magar Baat Karne Ko Jee Chahta Hai



Jo kahna hain Unse, Kahen Bhi To Kayse
Bina Kuch Kahe, Hum Rahen Bhi To Kayse



Kasam Chahton Ki Mohabbaton Me ab to
Hadon Se Guzarne Ko Ji Chahta Hai



Voh Humse Khafa Hain, Hum Unse Khafa Hain
Magar Baat Karne Ko Jee Chahta Hai



Jo Dil Ki Dua Hai, Kabhi Kaam Aaaye
Ghari Do Ghari Ko To Aaram Aaye



Sanam Bazuon Ke Hansee Dayron Me
Rokar Bikharne Ko Jee Chahta Hai



Voh Humse Khafa Hain, Hum Unse Khafa Hain
Magar Baat Karne Ko Jee Chahta Hai



Bari Dil Nashin Hain Ye Unki Adaye
Adaon pe Marne Ko Ji Chahta Hai

Best Regards,

Hasu

Permalink 
 14:25 | 23/Jul/2008 | 0 Comment(s)
વાંસલડી ડૉટ કૉમ,

વાંસલડી ડૉટ કૉમ, મોરપિચ્છ ડૉટ કૉમ, ડૉટ કૉમ વૃંદાવન આખું,
કાનજીની વેબસાઈટ એટલી વિશાળ છે કે કયાં કયાં નામ એમાં રાખું ?

ધારો કે મીરાંબાઈ ડૉટ કૉમ રાખીએ તો રાધા રિસાય એનું શું ?
વિરહી ગોપીનું ગીત એન્ટર કરીએ ને ક્યાંક ફ્લૉપી ભીંજાય એનું શું ?
પ્રેમની આ ડિસ્કમાં તો એવી એવી વાનગી કે કોને છોડું ને કોને ચાખું ?
કાનજીની વેબસાઈટ...

ગીતાજી ડૉટ કૉમ એટલું ઉકેલવામાં ઊકલી ગઈ પંડિતની જાત.
જાત બળી જાય છતાં ખ્યાલ ના રહે ને એ જ માણે આ પૂનમની રાત.
તુલસી, કબીર, સુર, નરસૈંયો થઈએ તો ઊકલે છે કંઈક ઝાંખું ઝાંખું.
કાનજીની વેબસાઈટ...

એ જ ફક્ત્ પાસવર્ડ મોકલી શકે છે જેના સ્ક્રીન ઉપર નાચે છે શ્યામ.
એને શું વાઇરસ ભૂંસી શકવાના જેનાં ચીર પૂરી આપે ઘનશ્યામ ?
ઇન્ટરનેટ ઉપર એ થનગનતો આવે, હું કોઈ દિવસ વિન્ડો ના વાખું.
કાનજીની વેબસાઈટ...

~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*

Permalink 
 14:24 | 22/Jul/2008 | 0 Comment(s)

aap ki har  saugaat humare   rooh ko hardam azeez rahe

 aap ki muhabbat  khuda ki rehmat bankar humpar barasti rahe

 

   hum bhi likh rahe hain aur chand lafza aap ke hi naam

bhej rahe hai dil ki gehrayiyon se aap ko pyaar bhara paigam

 

chaayi rahe aap ki zindagi mein khushiyon ki mehakti bahaar sada

khush  rahe  aap  aur aap ke chehre par khilti rahe Hasi sada !!!!!!!!!!

 

 

  


Doston..

Yeh duniya hum aur aap se hi milkar bani hai

lekin bahut ajeeb hai yeh duniya , Pyaar ke

badle nafrat , dilon mein dooriyaan , chehre par bholepan

ka nakaab , baton mein zahar bujhi si

mithaas , dil mein kuchh zuban par kuchh....

Hum jinkey liye Jaan detey hain ,jinko dil se atoot

Pyaar detey hain...wahi humko

iskey liye hamari majboori , hamara ashaipan,

samajh hamari Khilli udatey hain....

Permalink 
 16:03 | 17/Jul/2008 | 1 Comment(s)
Tu Pyaar Hai Kisi Aur Ka

 Tu Pyaar Hai Kisi Aur Ka
Tujhe Chahata Koi Aur Hai
Tu Pasand Hai kisi Aur ki
Tujhe Mangata Koi Aur hai

Kaun Apna Hai
Kya Begana Hai
Kya Haqikat Hai
Kya Fasana Hai
Ye Zamaney Mein Kisne Jana Hai
Tu Nazar Mein Hai kisi Aur ki
Tujhe Dekhta Koi Aur Hai

Pyaar Mein Aksar Aisa Hota Hai
Koi Hasta Hai
Koi Rota Hai
Koi pata Hai
Koi khota Hai
Tu Jaan Hai Kisi Aur Ki
Tujhe Janta Koi Aur Hai

Sochta Hoon Main
Chup Rahoon Kaise
Dard Dil Ka Ye Main Sahoon Kaise
Kash-m-Kash Mein Hoon
Ye Kahoon Kaise
Mera Humsafar Bas Ek Tu
Nahi Doosra Koi Aur Hai

Tu Pyaar Hai Kisi Aur Ka
Tujhe Chahata Koi Aur Hai
Tu Pasand Hai kisi Aur ki
Tujhe Mangata Koi Aur hai

                                                        

 

Permalink 
 16:01 | 17/Jul/2008 | 0 Comment(s)
WOH MUJH SE POOCHA KARTI THI......

WOH MUJH SE POOCHA KARTI THI......

"ye jo tum lafz likhte ho
ye jo tum harf buntay ho
youn he benaam jazboon ko
haseen ik rang dete ho
teh'hai dil main chupi batein
jisse tum youn sunate ho
yeh kiss k naam karte ho?
bhala woh koun hai janaa?
jo youn neendain churati hai?
ragg-o-jan main utar'ti hai
tumhare dil main basti hai
bhala wo husn ka paikar
zara humko bhi batlao
bhala wo koun hai humdam...... ...?
bhala wo koun hai humdam...... ...?"


MAIN SUN KAR SABHI YE BATEIN
bohat dhere se hansta tha
ussay bechain karta tha
main usko youn satata tha
main kehta tha.......

"main bataoon ga
jab uska waqt aaye ga
abhi kuch dair baki hai"



Permalink 
 15:55 | 17/Jul/2008 | 0 Comment(s)
hadh se bhi jyada pyar nahi karna

 

 

 

 

 

 

 

Aitbaar Nahin Karna..

Intezaar Nahin Karna..
Aitbaar Nahin Karna..
Intezaar Nahin Karna..
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna
Ikraar Nahin Karna...
Jaan-Nisaar Nahin Karna...
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

Manzile Bichhad Gayin
Raaste Bhi Kho Gaye
Aaye Phir Na Laut Ke
Jo Deewaane Ho Gaye
Chahaton Ki Bebasi
Doorion Ke Gum Mile
Bekaraariyaan Mili
Chain Yaar Kam Mile
Bekaraar Nahi Karna...
Intezaar Nahin Karna...
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

Koi To Wafa Kare
Koi To Jafa Kare
Kisko Hai Pata Yahan
Kaun Kya Khata Kare
Aisa Na Ho Ishq Mein
Koi Dil Ko Tod De
Beech Raah Mein Sanam
Tera Saath Chhod De
Izhaar Nahin Karna...
Intezaar Nahin Karna...
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna
Aitbaar Nahin Karna...
Intezaar Nahin Karna...
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna
Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna



Permalink 
 16:00 | 2/Jul/2008 | 1 Comment(s)

વરસોથી સળગતો એક પ્રશ્ન પુછુ તો તારો જવાબ શું હશે? પ્રેમથી નીતરતો એક પત્ર લખુ તો તારો જવાબ શુ હશે? પહેલી વખત ના પાડવાની આદત હોય છે સ્ત્રીઓને બીજી વખત પ્રેમનો પ્રસ્તાવ મૂકુ તો તારો જવાબ શુ હશે? હજી પણ આવે છે યાદમાં તો ક્યારેક આંસું બની આંખમાં ભુલી ગયો તને એમ બોલું ખોટું તો તારો જવાબ શુ હશે? હજી પણ દિલમાં ઘૂઘવે છે આશાનો સાગર પ્રેમથી તરબતર ગુલાબ આપુ, તો તારો જવાબ શું હશે

Permalink 
 15:41 | 2/Jul/2008 | 1 Comment(s)

Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain

*********................................***********

Dur Tha To Bebus The Hum
Pass Hain To Majboor Hain
Voh Kaisa Faasla Tha
Yeh Kaise Nazdikiyan Hain

*****************************

Hum Aaj Yeh Ikarar Karte Hai
Hum Bhi TumSe Pyaar Karte Hai
Kahi Pass Aane Sa Duryan Na Budh Jaye
Yehi Soch Ke TumSe Dor Rehta Hai .........

***************************************************************

Permalink